Search Bar

How to change Template in blog


How to Change Template in blog, higlishadda, prerna singh,

Blogspot maine Theme ya Template kaise change kare

Dosto jo log blog likhna pasnd karte hai hai. Vo blog likh to lete hai bahut asani se likin blog ko mange karna sabse bada challenge hai. Bahut se new blogger ariticle likhte hai. Lekin unki website par traffic nhi badta. Dosto vo sochte hai ki vo is field mai kamyab nhi ho ho rahe. Magar dosto aisa kuch nhi hai. Jivan main success dheere dheere hi milta hai. Jo new blogger hote hai unhe toda sabar rakhna padega ek na ek din success mil hi jayga. Agr aap ye soch rahe hai ki apko jaldi se success mil jaye to aisa nhi ho skta apko toda patience rakhna padga. Agr apko apni website par traffic nhi mil raha hai to aap kahi kahi na galti kar rahe ho. Jo new blogger hote hai vo blog likhte samme choti choti galtiyo ko najarandaj kar dete hai. Jaise SEO friendly post na likhna ya blog ki template responsive na hona ese choti choti galtiyo ki wajah se apki traffic nhi padta aur na hi fir ap is field mai khamayb ho skte. Jab ap template change karte hai to ye baat  dehan rakhe ki apki  template attractive hona bahut jaru hai. Jise apka blog acha lage.

Template change karna ki jaroori hai-

Agr apko apne blog mai traffic chaiya to apko template change karna bahut jaru hai. Kyoki jab ap blogspot main blog banate hai to blooger ka template use karte hai. Aur default template main koi widget achi nhi hote aur na hi usme ache header and footer hota. Agr apko apne visitors badne hai to apko template change karna bhaut jaru hai. Template change karte samme ye dihyan rakhe ki apka blog ekdam clear hona chaiya aur apne jo language likhe hai vo samjh main aane chaiye. Apka blog jitna clear hoga log use utna hi dekhan pasnd karnge.
Dosto mujhe ummed hai ki apko pata chal gaya hoga ki template kya hai aur ye humre blog ke liye kyu jaru hai.

Blog ki template kese change kare uske step-

  • Sabse pehle aap apne computer mai usse template ko save kare jise ap apne blog main upload karna chaate hai.
  • Aab apne blog ke dashboard main jaye.
  • Backup/restore par click kare.
  • Pehle backup ke liye download template par click kare.
  • Uske baad choose file par clik kare.
  • Aab apne system par search karke XML file ko select kare.
  • Uske baad upload par click kare.

I hope apko mera aaj ka topic samjh aa gaya hoga.

Post a Comment

0 Comments