Dosto aaj main aapko batane ja rahi apne blog main PDF ki file
kaise link karen? Dosto esse pehle yeh jaan lete hai ki PDF kya hai?
PDF Kya hai?
PDF ek file format hai. PDF ka pura naam (Portable Document
File) hai. jo ki aapki file jaise koi Text file, photos, word document ko read
file mai convert kar deti hai. Uske baad internet ki help se kahi bhi bhej sakte ho aur kahi bhi read kar sakte ho.PDF ke file read karne ke liye aapke
pass PDF Reader ka Software hona bahut jarue hai. Agr apke pass PDF ka software nhi
hai to aap PDF ke fie read nhi kar skte. Mujhe ummed hai ke apko pata chal gaya hoga ki PDF kya hota hai.
PDF File ke Advantage aur Disadvantage kya hai?
Advantage -
- PDF ki file aap kisi bhi device par open kar skte ho jaise computer, laptop, phone and etc.
- Aap asani se PDF file read kar skte ho. Jiske liye ek adobe reader software aata hai jo ekdam free hai. Esse aap PDF ke file read kar skte ho.
- PDF ke file ka size bahut chota hota hai yeh aapki file ko compress kar deti hai.
- PDF ka use aap printout, electronic signature ke liye use kar skte ho.
Disadvantage -
- Agr aap PDF ki file kahi bhi koi bhi system par open karte ho to usme Adobe PDF Reader naam ka software hona bahut jaru hota hai. Agr vo sotware nhi hai to aap PDF ke file read nhi kar skte.
- Jab aap apne file ko PDF main convert kar lete ho tab apki file image main convert ho jati hai. Agr apko usme koi word ya edit karna hai to usme apko bahut muskil pad jati hai.
- Agar aap PDF file ko padne ke baad agr usme koi galti hai to ap uski edit karna chahate ho to aap use free mai edit nhi kar skte.
PDF Ke file kaise banye?
- PDF ki file banana ke liye sabse pehle aapko apne device mai ek software download karna hoga uska naam PDF Creator hoga. Bas is software ko aapko download karna hai aur fir install karna hai. Yeh software bilkul free hota hai.
- Jab aapka PDF Creator Install ho jaye use open kar waha aapko PDF creater ko option show hoga use par click kare.
- Aab aapko vo file choice karni hai jise apko PDF mai convert karna hai. Ya fir drag and drop keh skte ho. Iska matlab ye hai ki aap apni file ka utakar sidha black box mai daal de.
- Jab aapki file PDF mai convert ho jaye to fir aap use save bhi kar skte ho waha apko save ka icon show hoga use par click kar de.
Apne blog mai PDF ki file kaise link kare?
- Pehle aap Google Drive Account open kare.
- Aab new ke option par click kare.
- Aab file upload ke option par click kare aur apni PDF file ko upload kare.
- Aab apki file upload ho jaygi. Aab apni file par right click kare aur share kar dijiye.
- Jaise hi aap share karenge aapki screen par ek image show hogi usme follow par click kar de.
- Then advanced ke option par click kar de.
- Aab change ke option par click kare.
- Aab on public on web par tik mark kare aur save kare.
- Aab apki file share ho jaygi aab apko google pe jakar jo file share ki hai use search kare.
- Aab file par right click kare preview par click kar de.
- Aab aap embed ke option par click kare aur code copy par click kare.
- Aab aapko aapki screen par embed code show hoga use copy kar lijiye.
- Aab apne blog ke dashboard par jaye aur jis post par add karna hai use post par html ke option par click kare.
- Aab apne PDF file ke embed code ko post me add kar dejiye or post publish kar dijiye.
- Ab apki file main PDF file ka link attach ho jayga.
0 Comments
Thank You For Comments